Friday, April 6, 2012

NABI صلی اللہ علیہ وسلم NOOR THE YA BASHAR?

BARELWI LOGON KA EK AQEED YE BHI HAI KI ALLAH KE NABI KAREEM (S.W.S) NOOR HAIN, JISKA QURAN WA HADITH SE KOI TALLUQ NAHI ISKE BAWOOD YE APNE AAPKO AHLE SUNNAT KAHTE HAIN,, YE LOG AAPKO INSAANIYAT KE DAIRE SE BAHAR KARKE NOORI MAKHLOOQ ME DAAKHIL KAR DETE HAIN,


YE AQL SE ALAG SAMJH SE DOOR EK AQEEDA HAI AUR AAM AADMI KI SOCH WA SAMJH SE DOOR HAI, ISLAMI SHARIAT SAADA AUR AASANI SE SAMAJH ME AANE WAALI SHARIAT HAI IS TARAH KI ULJHI HUI AUR AQAL SE HATI HUI BAATON KA USSE KOI LENA NAHIN, QURAN KI AYATEN BHI BAYAN KAR RAHI HAI KI AAP(S.W.S) INSAAN THEY,


AB IS SILSILE ME QURAN KI AYATEN DEKHTE HAIN, PHIR INSHAALLAH BARELWI MASLAK KI KITABEN KHOLENGE,



"WA MA MAN NA-AASA AYYUMINU IZ ZA AHUMUL HUDA ILLA AN QAALU AB ASALLAAHU BA SHA RAR RASOOLA"


TRANS: AUR NAHI MANA KIYA LOGON KO YAH KI IMAAN LAAYEN JIS WAQT AAYI UNKE PAAS HIDAYAT MAGAR YAH KI KAHA UNHONE BHEJA ALLAH NE AADMI KO PAIGHAM PAHUNCHAANE WAALA


(BANI ISRAEL 94)


PHIR ALLAH FARMATA HAI-

"KAH AGAR HOTE BEECH ZAMEEN KE FARISHTE CHALA KARTE ALBATTA UTAARTE HUM UPER UNKE AASMAAN SE FARISHTE KO PAIGHAM PAHUNCHANE WAALA KAHA UNHONE NAHI TUM YAH KI, BAND KARO HUM KO US CHEEZ SE KI IBAADAT KARTE BAAP HAMAARE TO LE AAO HAMAARE PAAS KHULI DALEEL"



PAIGHAMBARON NE APNI BASHARIYAT KA SABOOT DETE HUE ISTARAH KAHA HAI-


"UNKE RASOOLON NE(ISKE JAWAB ME) KAHA KI HUM BHI TUMHARE JAISE AADMI HI HAIN LEKIN ALLAH APNE BANDON ME SE JIS PAR CHAAHE EHSAAN KARE"


(IBRAHEEM 11)


ALLAH KA IRSHAAD HAI-


"AUR AAP UNKE SAAMNE EK KISSA MATLAB(EK BASTI WALON KA KISSA) US WAQT BAYAN KIJIYE JABKI US BASTI ME KAI RASOOL AAYE, YANI JAB HAMNE UNKE PAAS (PAHLE) DO KO BHEJA TO UN LOGON NE (PAHLE) DONO KO JHOOTA BATAYA PHIR TEESRE(RASOOL) SE MALUM KIYA TO UN TEENO NE KAHA KI HUM TUMHAARE PAAS BHEJE GAYE HAIN, UN LOGON NE KAHA TUM TO HAMARI TARAH MAAMOOLI AADMI HO"


(YASEEN 13-15)


EK AUR AYAT MULAHIZA HO


" TO UNKI QAWM ME JO KAFFIR RAEES(MAALDAAR) THEY WO KAHNE LAGE KI YAH INSAAN SIWAAY ISKE KI TUMHARI TARAH EK MAMOOLI AADMI HAI AUR KUCH NAHI ISKA MATLAB YAH HAI KI TUMSE BARTAR HOKAR RAHEN AUR ALLAH KO(RASOOL BHEJNA) MANJOOR HOTA TO FARISHTON KO BHEJTA, HAMNE YAH BAAT APNE PAHLE BADON ME NAHI SUNI, BAS YAH EK AADMI HAI JISE JUNOON HO GAYA HAI TO KHAAS WAQT TAK USKI HAALAT KA INTEZAAR KARO"


(MOMINUN 24-25)


AUR AAGE DEKHIYE


"BAS YAH TO TUMHARI TARAH EK (MAMOOLI) AADMI HAI, YE WAHI KHATE HAIN JO TUM KHAATE HO AUR WAHI PEETE HAIN JO TUM PEETE HO AUR AGAR TUM APNE JAISE EK (MAMOOLI) AADMI KE KAHNE PAR CHALNE LAGE TO BESHAQ TUM GHAATE ME HO"

(MOMINUN 33-34)


AUR EKA WAALON NE BHI HZ SHOAIB AS KO IS TARAH KAHA THA-

"AUR TUM BHI KYA HO SIWAAY HAMAARE JAISE EK AADMI KE AUR HAM TUMKO JHOOTON ME SAMJHTE HAIN"


(SHURA 186)



ALLAH KA IRSHAAD HAI


"AUR YE LOG MATLAB ZAALIM LOG(AUR KAFFIR) CHUPKE CHUPKE KAANAFOOSI KARTE HAI KI YAH(NABI SWS) SIRF TUM JAISE EK AADMI HAIN TO KYA TUM PHIR BHI JAADU(KI BAAT) SUNNE KO UNKE PAAS JAOGE JABKI TUM JAANTE HO"


(AMBIYA 3)


AUR ISKE JAWAB ME ALLAH KA IRSHAD HAI


"AUR HAMNE AAPSE PAHLE SIRF AADMIYON HI KO PAIGHAMBAR BANAYA JISKE PAAS HUM WAHIY BHEJA KARTE THEY TO(AIY INKAAR KARNE WALON) AGAR TUM KO(YAH BAAT) MALUM NA HO KITAAB WALON SE MALUM KAR LO"


(AMBIYA 7)


AUR ALLAH NE AAPKO HUQM DIYA KI YE KAHEN


"AAP KAH DIJIYE KI MAIN TO BAS TUMHARE JAISA HI INSAAN HUN MERE PAAS TO BAS EK WAHIY AATI HAI KI TUMHARA MABOOD EK HI MABOOD HAI"

(AL KAHF 110)


QUL SUBHANA RABBI HAL KUNTU ILLA BA SHA RAR RASOOLA


TRANS:"AAP KAH DIJIYE KI PAAK HAI ALLAH MAIN TO SIRF EK AADMI (AUR) RASOOL KE AUR KYA HOON"


(BANI ISRAEL 93)


AIYYE AB ZARA UMMUL MOMINEEN HZ AISHA (RA) KI HADITH E MUBARKA BHI SUN LETE HAIN-


"NABI S.W.S BASHAR KE SIWA KOI DUSRI MAKHLOOK NA THEY APNE KAPDE DHOTE, APNI BAKRI KA DHOOD DHOTE AUR APNI SEWA(HELP) AAP KARTE THEY"


(TIRMIZI)


AB ZARA KUCH HADEESE AHMAD RAZA KE BHI SUN LIJIYE...MAIN NAHI CHAHTA KI KOI KAHE KI AHMAD RAZA KI HADITH TO BATAYI NAHI..


" RASOOL ALLAH KE NOOR SE HAIN AUR SAARI MAKHLOOQ AAPKE NOOR SE HAI"

(MAWAIZE NAEEMIA 14)


"ADAM, HAWWA, JINN WA INSAAN , ARSH NA KURSHI, HAR CHEEZ MUHAMMAD KA HI NOOR HAI"

(DEWAN DIDAR ALI 41)


"FARISHTE AAP HI KE NOOR SE PAIDA HUWE KYONKI NABI (S.W.S) FARMATE HAIN ALLAH NE HAR CHEEZ MERE NOOR SE PAIDA FARMAYI"


(SALATUS SAFA 37)


"AAPKA SAAYA ZAMEEN PAR NA PADHTA THA AUR AAP SIRF EK NOOR THEY, JAB AAP DHOOP YA CHANDNI ME CHALTE AAPKA SAAYA NAZAR NA AATA THA"


(MAJMUA RASAIL-202)

SAAYE KE TALLUQ SE MERA ARTICLE PADHE"KYA NABI SAW KA SAAYA MUBARAK NAHI THA"


BHAIYYON YE TO EK NAMOONA THA AISE BAHUT SE AFSANE BHARE PADE HAIN KYA KYA BAYAN KARUN SIRF ITNA IMAN RAKH LIJIYE KI AAP BASHAR THEY


MAINE HAQ BAAT PAHUNCHA DI


AB JO KOI YE ARTICLE PADH RAHA HAI USKA FARZ BANTA HAI KI YE DUSRON TAK PAHUNCHAAYE......

INSHAALLAH HAMARI MAHNAT ZAROOR KAMYAB HOGI

Wednesday, April 4, 2012

25 way to jannah

1. Whoever meets Allah without ascribing anything to Him will enter Jannah. [Bukhari]

2. Whoever believes (has Iman) in Allah and His Messenger (peace be upon him), and establishes the prayer and fasts the month ofRamadan, it is incumbent upon Allah that He enters him in Jannah.[Bukhari]

3. Whoever builds a Masjid seeking by it the Pleasure of Allah, Allah will build for him a similar place in Jannah. [Bukhari]

4. Whoever prays the two cool prayers (Asr and Fajr) will enter Jannah. [Bukhari]

5. Whoever goes to the Masjid (every) morning and in the afternoon (for the congregational prayer), Allah will prepare for him an honorable place in Jannah with good hospitality for (what he has done) every morning and afternoon goings. [Bukhari]

6. Whoever can guarantee (the chastity of) what is between his two jaw-bones and what is between his two legs (i.e. his tongue and his private parts), I guarantee Jannah for him. [Bukhari]

7. Whoever prays 12 Rak'ah in the day and night, a house in Jannah will be built for him. [Muslim]

8. Whoever treads a path in search of knowledge, Allah will make easy for him the path to Jannah. [Muslim]

9. Whoever repeats after the Mu'adthin (the caller to prayer) from his heart (i.e., sincerely) will enter Jannah. [Abu Dawud]

10. There is not one of you who perfects his Wudu and prays two Rak'ah setting about them with his heart as well as his face except that Jannah would be mandatory for him. [Abu Dawud]

11. Whoever says: "I am pleased with Allah as my Rabb, and with Islam as my Deen, and with Muhammad (peace be upon him) as my Prophet, Jannah would be mandatory for him. [Abu Dawud]

12. Whosoever last words are: La ilaha illa Allah, will enter Paradise. [Abu Dawud, Sahih]

13. Whoever says "SubhanAllah al-Adthim wa Bihamdihi, Glorified and Exalted is Allah, The Great, and with His Praise", a date-palm will planted for him in Jannah. [Tirmidhi]

14. Whoever dies and is free from three: arrogance, grudges and debt will enter Jannah. [Tirmidhi]

15. Whoever raises two girls, he and I will enter Jannah. [Tirmidhi]

16. Whoever calls the Adhan for 12 years, Jannah will become mandatory for him. [Ibn Majah]

17. Whoever asks Allah for Jannah three times, Jannah will say: "O Allah, enter him into Jannah." [Tirmidhi]

18. Whoever visits an ailing person or a brother of his to seek the Pleasure of Allah, an announcer (angel) calls out: "May you be happy, may your walking be blessed, and may you be awarded a dignified position in Jannah". [Tirmidhi]

19. Indeed, truthfulness leads to righteousness and indeed righteousness leads to Jannah. [Bukhari]

20. Allah guarantees him who strives in His Cause and whose motivation for going out is nothing but Jihad in His Cause and belief in His Word, that He will admit him into Jannah. [Bukhari]

21. O people, spread the salaam (greetings), feed the hungry, and pray while the people are asleep, you will enter Jannah in peace. [Tirmidhi]

22. (The performance of) Umrah is an expiation for the sins committed between it and the previous Umrah; and the reward ofHajj Mabrur (i.e., one accepted) is nothing but Jannah. [Bukhari]

23. Allah has ninety-nine Names, one hundred minus one, and whoever believes in their meanings and acts accordingly, will enter Jannah. [Bukhari]

24. I saw a man going about in Jannah (and enjoying himself) as a reward for cutting from the middle of the road, a tree which was causing inconvenience to the Muslims. [Muslim]

25. O Allah, You are my Lord, none has the right to be worshipped except You, You created me and I am You servant and I abide to Your covenant and promise as best I can, I take refuge in You from the evil of which I committed. I acknowledge Your favor upon me and I acknowledge my sin, so forgive me, for verily none can forgive sin except You. "If somebody recites this invocation during the day, and if he should die then, he will be from the people of Jannah. And if he recites it in the night, and if he should die on the same day, he will be from the people of Jannah." [Bukhari]

Saturday, May 29, 2010